Graduation Meaning in Hindi | What is Graduate?

What is Graduation Meaning in Hindi | स्नातक से क्या आशय है


[responsivevoice_button voice="Hindi Female" buttontext="इस आर्टिकल को सुनिए"]

Graduation meaning in HindiGraduation meaning in Hindi Language = स्नातक की डिग्री /Snatak ki Degree or Bachelor Degree course karne wala person graduate kahlata hai. Degree holder ko graduated kahte hai.

Graduation ke 2 matlab hote hai jiske liye aap Bachelors meaning Hindi padhiye to aapko isbaare me puri information mil jayegi. Bechelor degree ka arth Graduation ki upathi hai. Is degree ko aap 10+2 or intermediate pass karne ke baad kar sakte hai. Iski 3/4 years me exam pass karne ke baad degree mil sakti hai. Ab aapo kuchh idea Graduation means in Hindi ke baare me lag chuka hai. Aage ki information me iske bare me jyda jansakte hai.

Bachelor Degree means in Hindi = Graduation degree / स्नातक की उपाधि /Graduation meaning in Hindi

How to choose subject for Graduation / स्नातक के लिए विषय का चयन कैसे करे.

Bachelor Degree Meaning in HindiNormally Graduation 3 years program hai lekin kuchh filed jaise technology se related course jaise Btech  – 4 years duration ke hote hai. Hotel management (BHM) bhi 4 years program hai.

India me bahut se graduation degree courses popular hai iske baare me aapko information denge:

Graduate in Art & Design:

Art & design me kafi cources hai jai aap BA kar sakte hai. BA bhi bahut saare subjects me hota hai aap apne interest ka subject choos kariye aur usse graduation kar sakte hai. Interest par kafi long term tak study ki ja sakti hai & education ke baad job karne me bhi maza aata hai. What is BA full form in Hindi.

  • Applied Psychology (Anuprayukt Manovigyan)
  • Business Economics (Vyaparik Arthshastra)
  • Economics (Arthshastra)
  • English (Angreji)
  • Geography (Bhoogol)
  • History (इतिहास Itihas)
  • Hindi
  • Sanskrit
  • Journalism (Patrakarita – पत्रकारिता )
  • Philosophy (Darshanshastra – दर्शनशात्र )
  • Political Science (Rajniti shastra )
  • Social Work (Samaj karya)
  • Sociology (Samaj Shastra)
  • Statistics (सांख्यकी)
  • Fine Art (फ़ाईन आर्ट)
  • Music

Technology:

B. Tech course 4 years course hai isko aap Chemical, Mechanical, IT, Electronics & communication, Computer Science, Civil, Electrical & Instrumentation, Automobiles me kar sakte hai.

Business:

Bachelor of Business Administration (BBA)

Graduation Courses in Computer:

Commerce:

Amazon Best Selling Laptops

Bachelor of Commerce (B.Com full form)

Law:

Nursing:
BSc in Nursing

Science:
Bachelor in Science – B.Sc full form

Management:

  • Bachelor of Event Management
  • Bachelor of Hotel Management (BHM)

 ग्रेजुएशन से क्या फायदा है & क्या अर्थ है: Benefits & meaning of graduation in Hindi

Career me hamesha apne interest & potential wala field ya subject choos karna chahiye warna baad me ye bring ho jata hai kyoki isko 3-4 years tak study karna padta hai aur isi knowledge ke base par job milti hai.

Aur aap jis stream or subject se Graduation or Snatak course karte hai usi me aage Master Degree or post graduation bhi kar sakte hai, master ke baad aap us subject or stream ke specialist man liye jate hai. Examples- Mcom, MA, MBA, M.Tech etc.

Aaj ke samay me education bahut important hai kyoki information is very powerful.Agar kisi ko bhi apni current situation se upar uthana hai to use right information right time time chahiye. Saath hi saath usko right decision lena padega tabhi wo current problem se ya situation se bahar nikal sakta hai.

Education se hi hame apne right decision lene me madad milti hai. Hamara mind open rahta hai. Iske liye kam se kam apne interest ke subject me graduate degree hona aur lagatar study karna jaroori hai. Yaha par study ka matlab sirf kisi degree or course ki book study karna nahi hai balki magazines, blogs, video etc bhi hai.

Learn Other English words meaning in Hindi

Dosto aapko yah Meaning of Graduation in Hindi or Graduation meaning in hindi/ Graduation Degree in Hindi ki information kaisi lagi hame comment karke jaroor bataiye. Hamare is page ko Like & share kare.

Apko yah analysis Aap hame bataiye ki kis subject me Bachelor degree lena chahte hai & kis Qualification/Degree in Hindi ke baare me aapko jankari chahiye.

1 thought on “Graduation Meaning in Hindi | What is Graduate?”

  1. Very good information about Snatak degree. This is the best online details about graduation means in hindi. Please also add more details about undergraduate degree courses in hindi. This is good help to explain a course for students. It helps to make a bright career for us.

    Reply

Leave a Comment